Mustafa (PBUH) ki Wiladat, barri baat hai - Naat(Urdu) | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

2015-03-25 1

Naat (Urdu)
Mustafa (PBUH) ki Wiladat, barri baat hai
Yeh Khuda ki inayat, barri baat hai

Ronaq-e-Bazm hai mere Aaqa (PBUH) ki Zaat
Jis ki daim Risalat, barri baat hai

Hon mubarak yeh melad ki mehfalein
Aisi behtr ziafat, barri baat hai

Jashn-e-Melad ghar ghar manatey raho
Jazb-e-izhar-e-ulfat, barri baat hai

Youn he parhtey raho tum Durood-o-Salam
Gar ho hasil shifat, barri baat hai

Ho sadda meri qurban Aaqa (PBUH) pey jan
Gar miley yeh saadat, barri baat hai

Shukr Moula ka Kaifi karun main adda
Mil gaya din wiladat, barri baat hai

- Naat Number # 21
- Page Number # 118 -119
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written and read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

#------------------------------------#
Address
#------------------------------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#--------------------------------#
Content Maker
#--------------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of
Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.
His other books that are in the process of publication are:
i- Aqwal-e-Kaifi
ii- Kaifyat-e-Kaifi
iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)
iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
v- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

#---------------------------------#
Social Media
#---------------------------------#

His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
4-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi
5-Instagram https://www.instagram.com/m_ramzan_kaifi
6-LinkedIn https://www.linkedin.com/in/m-ramzan-kaifi
7-Website http://ramzankaifi.com
8-Pinterest https://www.pinterest.com/mramzankaifi